zwani.com myspace graphic comments

Pages

Friday, February 25, 2011

Song Name: Maine Yeh Kab Socha Tha
Film/Album: Game
Singer(s): Shaan, Anusha Mani, Loy Mendonca
Music Director: Shankar, Ehsaan & Loy

Maine yeh kab socha tha hoga yun kabhi
Raah mein yun mil jaayenge do ajnabi
Hum dono jo, paas aaye toh
Dil jitna khush hai utna hairan

Maine yeh kab socha tha hoga yun kabhi
Jaane kahan le aayi hai yeh zindagi
Kya jaanu kyun tum jo mile
Dil jitna khush hai utna hairan

Oo I'm falling, I'm falling in love with you - 2 times

Maine yeh kab socha tha hoga yun kabhi
Raah mein yun mil jaayenge do ajnabi

Kya jaanu kyun tum jo mile
Dil jitna khush hai utna hairan

Oo I'm falling, I'm falling in love with you - 2 times

Khwaabon ka hai yeh jahaan
Nazar ki dhoop hai, chaand sa roop hai
Tum ho jahan main wahan
Dil se jo dil mila, mujhe saahil mila
Hum jo mil gaye toh phir yun hua
Ke hai nikhri hui door tak yeh fiza

Dil jo khil gayi toh phir yun hua
Ke hai mehki hui gungunati hawa

Yunhi rahe kaash ab samaa

Oo I'm falling, I'm falling in love with you - 3 times



(TOTALLY IN MY LIST THIS WEEK!!)

No comments: